Lo madine ki tajalli se lagaye huye hain lyrics in hindi | Lo madine ki tajalli se lagaye huwe hain naat lyrics

Lo madine ki tajalli se lagaye huye hain lyrics in English

Assalamu alaikum dosto aap ke paishe khidmat hai Lo madine ki tajalli se lgaye huwe naat lyrics.

Lo madine ki tajjalli se lgaye hue hai naat sharif lyrics in hindi
Lo madine ki tajjalli se lgaye hue hai naat sharif lyrics in hindi


Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hai
Dil Ko Ham Matlaye Anwaar Banaye Huwe Hai

Kashtiyaan Apni Kinaare Pe Lagaye Huwe Hai
Kya Woh Doobey Jo Muhammed Ke Teraaye Huwe Hai

Naam Aane Se Abu Bakr O Umar Ka Lab Par
Tu Bighardtha Hai Woh Pehloon Mein Sulaye Huwe Hai

Hazir O Nazir O Noor O Bashar O Ghaib Ko Chorh!
Shukr Kar Woh Tere Aibon Ko Chupaaye Huwe Hai

Sharm e Issyan Se Nahi Saamnay Jaaya Jaata
Yeh Bhi Kya Kam Hai, Tere Shehr Mein Aaye Huwe Hai

Ik Jhalak Aaj Dikha Gumbad E Khazra Ke Makeen
Kuch Bhi Hai, Dhoor Se Deedar Ko Aaye Huwe Hai

Sar Pe Rakhdeejiye Zara Dast E Tassali Aqa
Ghum Ke Maare Hai Zamane Ke Sataye Huwe Hai

Teri Nisbat Hi To Hai Jis Ki Badaulat Ham Log
Kufr Ke Daur Mein, Iman Bachaaye Huwe Hai

Kaash Deewana Banalein Woh Hume Bhi Apna
Eik Dunya Ko Jo Deewana Banaye Huwe Hai

Bosa E Dar Se Na Rouk Ab To Inhe Darbaan
Khud Nahi Aye Yeh Mehmaan Bulaye Huwe Hai

Qabr Ki Neendh Se Udhna Koi Aasan Na Tha
Hum To Mehshar Mein Unhe Dekhne Aaye Huwe Hai

Kyun Na Palrha Terey Aamal Ka Bharee Ho Naseer
Ab To Mizaan Pe Sarkaar Bhi Aaye Huwe Hai



Lo madine ki tajalli se lagaye huwe hain naat lyrics Hindi


लौ मदीने की तजल्ली से लगाए हुए हैं
दिल को हम मतलए अनवार बनाए हुए हैं

 

एक जलक आज दिखा गुम्बद-ए-ख़ज़रा के मकीं

कुछ भी हैं दूर से दीदार को आए हुए हैं

 

सर पे रख दीजिए ज़रा दस्त-ए-तसल्ली आक़ा

ग़म से मारे हैं, ज़माने के सताए हुए हैं

 

नाम किस मुँह से लें के तेरे कहलाएं

तेरी निस्बत के तक़ाज़ों को भुलाए हुए हैं

 

घट गया है तेरी तअलीम से रिस्ता अपना

ग़ैर के साथ रह-रस्म बढ़ाए हुए हैं

 

शर्म-ए-इस्यां से नहीं सामने जाया जाता

ये भी क्या कम है तेरे शहर में आए हुए हैं

 

तेरी निस्बत ही तो है जिस की बदौलत हम लोग

कुफ्र के दौर में ईमान बचाए हुए हैं

 

काश दीवाना बनालें वो हमें भी अपना

एक दुनिया को जो दीवाना बनाए हुए हैं

 

अल्लाह अल्लाह मदीने पे ये जल्वों की फ़वार

बारिश-ए-नूर में सब लोग नहाए हुए हैं

 

क्यों न पलड़ा तेरे आ'माल का भारी हो नसीर

अब तो मीज़ान पे सरकार भी आए हुए हैं

 



By: Naat lyrics World


Topics Covered

  • Lo madine ki tajalli se lagaye huye hain naat lyrics
  • Lo madine ki tajalli se lagaye huye lyrics in hindi
  • Lo madine ki tajalli se lagaye huwe hain naat lyrics

Post a Comment

0 Comments